how to create a YouTube channel| YouTube se paise kamaye
how to create a YouTube channel YouTube channel Kaise banaye
Dosto YouTube channel Banane Se Pahle main aapko bataunga Kuchh requirement Hoti Hai YouTube ki Woh aapko Mein sabse pahle Bata deta hoon YouTube ka sabse pahla requirement hota hai ki aapke pass Ek Gmail ID Hona chahiye Agar aapke pass already gmail id hai to aap usse Bhi Ek YouTube channel create kar sakte ho aur agar aap ke pass Ek Gmail account nahin hai to aap ek new Gmail account create Karke Bhi YouTube channel banaa sakte ho dusra requirement Hota Hai hai aapke Channel ka name aur category agar aap new YouTube channel create karne ke bat soch rahe ho to sabse pahle aap apne Channel ka naam decide kar Lijiye Kyunki aap aasani se ek YouTube channel Bana sake Sathi Sath aapko Apne channel ki category select karna hai ke aap kis category par video upload Karoge uske sath aapke pass Ek Logo aur channel art bhi Hona chahiye agar aap YouTube channel banaenge to use per aapko Logo upload karne ki option mil Jayegi Sathi Sath aapko channel art upload karne ki option mil Jayegi third requirement hota hai aapke ek channel video hona chahiye Taki aap Jab Bhi channel create Kare us channel pe aap apne videos upload kar sake in requirement ko follow karne se aasani se aap ek YouTube channel create kar sakte ho
YouTube channel Kaise banaye | how to create a YouTube channel Hindi
To Dosto sabse pahle aapko Apne browser ko open kar lena hai Chrome ya apne mobile ke koi bhi Browser Uske bad doston sempalli aap ko search karna hai www.YouTube.com fir aap apne YouTube app open karle to dosto main pahle bataya tha ki YouTube channel create karne ke liye aapko Kuchh requirement Hona chahiye Jay se Gmail To Agar aapke pass Ek Gmail id hai to aapko use Gmail ID se sing in kar lena hai to doston sing in karne ke bad aapko Char Panch option mil Jayegi to Dosto sabse pahle aapko create channel ki option dekhegi use par click karna hai channel doston creating mein aap Jaise click Karenge Uske bad aapko Dikhenge get started to dosto get started par aapko click kar dena hai Uske bad aapko do option dekhne ko milegi kiya apne name change karna chate ho to ap apne gmail name ko bhi use karsakte Ho Uske bad aap ko select button per click karna hai Jaise Hi dosto aap click Karoge aap ke channel created ho jayegi matlab aap ke channel Ban Jayegi | Dosto channel create Ho Jaane ke bad see the updated picture click Karke aap Logo Ko set sakta aapke pass Nahin Hai | Uske bad aapko aapane channel ke description likhna hai ab kis bare mein video banana chahte ho aur kis video score of upload Karoge osari aap apne viewers ko description likhkar bata sakte ho to guys aise hi aapke Ek new channel create ho jayegi
Good
ReplyDelete